Easiest Way to Cook Delicious Simple sa Sooji ka sheera 😊😊😊

January 18, 2017 8:51am - 3 min read

Simple sa Sooji ka sheera 😊😊😊.

Simple sa Sooji ka sheera 😊😊😊
You can cook Simple sa Sooji ka sheera 😊😊😊 using 5 ingredients and 14 steps. Here is how you cook that.

Ingredients of Simple sa Sooji ka sheera 😊😊😊

  1. You need of Ek cup sooji.
  2. It’s Half of cup sugar (taste k according).
  3. You need Half of cup deshi ghee.
  4. You need of Kishmish for garnish.
  5. It’s of Thoda sa elaichi powder.

Simple sa Sooji ka sheera 😊😊😊 instructions

  1. Sooji ko pani me bhigo de half hour k liye.
  2. Pani utna hi le jitne me sooji bhig jaaye.
  3. Ab kadahi me deshi ghee daale.
  4. Garam hone de or elaichi powder b daal de.
  5. Sugar ad kare or brown hone tak bhun le.
  6. Jab ghee me sugar achchhe se melt ho jaaye to bhigi hui sooji daalkar achchhe se bhun le.
  7. Bhigi hui sooji me pani ad nai karna hai.
  8. Bas ghee n sugar me achchhe se bhunkar mix karna hai.
  9. Ab ek bowl me kishmish daale.
  10. Upar se sooji ka sheera daale or halka sa press kar de.
  11. Ab bowl ko ulta karke nikal le.
  12. Aap apne traike se b garnish kar sakte hain.
  13. Ready hai simple sooji ka yummy sheera 😀.
  14. Hope u like it 😀😀😀.

Last updated on: January 18, 2017 8:51am