Simple sa Sooji ka sheera 😊😊😊.
You can cook Simple sa Sooji ka sheera 😊😊😊 using 5 ingredients and 14 steps. Here is how you cook that.
Ingredients of Simple sa Sooji ka sheera 😊😊😊
- You need of Ek cup sooji.
- It’s Half of cup sugar (taste k according).
- You need Half of cup deshi ghee.
- You need of Kishmish for garnish.
- It’s of Thoda sa elaichi powder.
Simple sa Sooji ka sheera 😊😊😊 instructions
- Sooji ko pani me bhigo de half hour k liye.
- Pani utna hi le jitne me sooji bhig jaaye.
- Ab kadahi me deshi ghee daale.
- Garam hone de or elaichi powder b daal de.
- Sugar ad kare or brown hone tak bhun le.
- Jab ghee me sugar achchhe se melt ho jaaye to bhigi hui sooji daalkar achchhe se bhun le.
- Bhigi hui sooji me pani ad nai karna hai.
- Bas ghee n sugar me achchhe se bhunkar mix karna hai.
- Ab ek bowl me kishmish daale.
- Upar se sooji ka sheera daale or halka sa press kar de.
- Ab bowl ko ulta karke nikal le.
- Aap apne traike se b garnish kar sakte hain.
- Ready hai simple sooji ka yummy sheera 😀.
- Hope u like it 😀😀😀.